Main Ne Tujhe

Main Ne Tujhe a song by Strings on Foxsoundi — Free Music, Smart Streaming for Everyone

Main Ne Tujhe by Strings

Main Ne Tujhe Lyrics

Maine tujhe kabhi dekha na tha
Dekha to naajane kya hua

Maine tujhe kabhi dekha na tha
Dekha to naajane kya hua

Aankhon hi aankhon mai dil ki in baaton mai maine tujhe jaan liya

Maine tijhe kabhi dekha na tha
Dekha to najaane kya hua

Bahar hai na aaram ma ghar mai chain
Kaisa kar gaye jaadoo mujjpe tere nain
Bahar hai na aaram ma ghar mai chain
Kaisa kar gaye jaadoo mukhpe tere nain

Bas aur mujhko sataao na
Mai aaj chup hi rulao na

Jiyu mai kaise batao na

Maine tujhe kabhi dekha ma tha
Dekha to na jaane kya hua

Tune mujse mujhko gai chheen liya
Teri har aada nai mujhko paagal kiya

Tune mujhae mujhko hai ccheen liya

Teri har aada nai mujhko paagal kiya

Ab aur mujhko sataao na
Mai aaj chup hu rulaao na
Jiyu mai kaise batao na

Maine tujhe kabhi dekha na tha
Dekha to naa jaane kya hua

Maine tujhe kabhi dekha na tha

Dekha to na jaane kya hua

Aankhon hi aankhon mai dilki in baaton mai
Maine tujhe jaan liya

Ohh ohh oh

Maine tujhe kabhi dekha na tha

Dekha to naa jaane kya hua

From the album: Duur